23 Oct 2015

Good Night SMS In Hindi


Chand ne kar liya hai taaro ko INVITE,
Suraj ne bhi pakad li hai subah ki FLIGHT,
Khuda ko yaad kar ke off kar lo LIGHT,
Hamari taraf se aapko Pyaari si GOOD NIGHT.